chhin-chhin aurai-aur chabi, pal-pal mein gati aur |
nagar sagar rup ke, param rasik sirmaur || 6 ||
छिन-छिन औरै-और छबि, पल-पल में गति और।
नागर सागर रूप के, परम रसिक सिरमौर॥६॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
aur idhar kshan-kshan mein Priya ki rup-maghuri nitya nutan hoti chalti hai. Pratiphal unki prem-gati uttarottar badhti rahti hai. Rasik yugal-kishor param rasik-sirmaur evam rup-samudra hain tatha param rasaswadi bhi hain