surang chunri ek mein, rang-bheenne sukunvar |
lapte aisi bhanti sao, nahin samat bich har || 8 ||
सुरंग चुनरी एक में, रँग-भींने सुकुँवार।
लपटे ऐसी भाँति सौं, नहिं समात बिच हार॥८॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
phir kabhi rang-bhine yugal-kishor ek hi suranga chunri mein lipte hue aise alingit ho jaate hain ki unke beech mein ek har ka bhi avkash nahi rah jaata