nahin so mata pita nahin, mitra putr kou nahin |
inme jo antar karai, basat bundavan manhi || 65 ||
नहिं सो माता पिता नहिं, मित्र पुत्र कोउ नाहिं।
इनमें जो अंतर करै, बसत बूँदावन माँहि॥६५॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
koti-koti hira, ratna aur vivid prakaar ki mulyavan manyon ka jhutha lobh chhod kar Vrindavan rupi amulya mani ko grahan kar ॥. 64 ॥ wah mata, mata nahi hai, pita, pita nahi hai, mitra aur putr bhi koi apne nahi hain, jo shri Vrindavan-vas karne mein antaray utpann karte hain