chalat phirat suniyat yahi, shri Radhavallabh lal |
aise Vrindavippin mein, basat rahau sab kal || 68 ||
चलत फिरत सुनियत यहै, श्री राधावल्लभ लाल।
ऐसे वृंदाविपिन में, बसत रहौ सब काल॥६८॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
he prani ! Jaha chalte-phirte shri Radhavallabh lal ke madhur namon ka shravan hota rahta hai, aise hitmay vrindavipin mein tu sada-sarvda nivas kar