prem Madan mad nain bhare, hiyain bharyau anand |
surat rang ke rang range, vivi Vrindavan-chand || 53 ||
प्रेम मदन मद नैंन भरे, हियैं भर्यौ आनंद।
सुरत रंग के रँग रँगे, विवि वृंदावन-चंद॥५३॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
shri Vrindavan-Chandra yugal kishor sadaiv surat-krida ke anand-rang mein range rahte hain. Unke nayan sadaiv prem rupi Madan ke mad se evam hriday anand se apurit bane rahte hain