ras samudra dou ladile, nav-nav bhav-tarang |
tamen majjan karat rahu, 'dhruv' din manhin abhang || 54 ||
रस समुद्र दोउ लाड़िले, नव-नव भाव-तरंग।
तामें मज्जन करत रहु, 'ध्रुव' दिन मनहिं अभंग॥५४॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
Vrindavan vilasi yugal ladile naye-naye bhav ki tarangon se purn yugal ras samudra hain, he dhruvdas ! Tum aharnish abhanga rup se is ras-samudra mein unmajjan-nimajjan karte raho