kusumni ke gainduk liyain, khelt dou sukunvar |
aalingan chumban chapal, chhuvat uraj ur har || 18 ||
कुसुमनि के गैंदुक लियैं, खेलत दोउ सुकुँवार।
आलिंगन चुंबन चपल, छुवत उरज उर हार॥१८॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
sukumar rasik yugal kabhi foolon ki gaindon se khelte hain to kabhi alingan-chumban ka ras lete hain aur phir kabhi urojon tatha hriday desh par virajman haravli ka sparsh karte hain