kajrare ujjwal surang, aniyare dou nain |
upma aur kaha kahun, mohan-man hari lain || 7 ||
कजरारे उज्ज्वल सुरँग, अनियारे दोउ नैंन।
उपमा और कहा कहौं, मोहन-मन हरि लैन॥७॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
Priya ke arun evam ujjwal, aniyare, kajrare yugal nayan, jo manahran mohan lal ke bhi man ka sahaj man haran kar lete hain, nirupam evam avarnaneey hain