adharni ki chabi kaha kahun, rasmay madhur surang |
seenchat piy hiy lochanni, panip vari tarang || 8 ||
अधरनि की छबि कहा कहौं, रसमय मधुर सुरंग।
सींचत पिय हिय लोचननि, पानिप वारि तरंग॥८॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
shri dhruvdas ji kahte hain ki Priya ke arunim evam rasmay madhur adhar-pallavon ki chavi kaise varnan ki ja sakti hai ? Ve apni lavanyarupi jal tarangam se rasik-priyatam ke hriday evam netran ka sinchan karti rahti hai