॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 30.25

rang-hulas

vesh Priya kau karat hi, panip badi anup |
manau sabke man haran kaun, pragti murti rup || 25 ||
वेष प्रिया कौ करत ही, पानिप बढ़ी अनूप।
मनौं सबके मन हरन कौं, प्रगटी मूरति रूप॥२५॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

priyatam ke angin mein Priya ke lagbhag sabhi abhushan suruchi purvak dharan karaye gaye aur jab Priya rup-dhari shri lal ne lajja purvak muskurate hue mudkar aniyare-tirchhe naynon se Priya ki or dekha, wah chabi kahne mein nahi aati ॥. 24 ॥ he sakhi ! Priya ka vesh dharan karte hi priyatam ka lawanya anupam riti se vridhi ko prapt ho gaya, jise dekhkar aisa laga mano samasth parikar ka man haran karne ke liye koi anupam rup ki murtta prakt hui ho