naval sakhi chavi nai-nai, ang-ang jhalkant |
Manu suhag anurag ki, seenv surang seemant || 26 ||
नवल सखी छवि नई-नई, अंग-अंग झलकंत।
मनु सुहाग अनुराग की, सींव सुरँग सीमंत॥२६॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
is nayi sakhi ki nayi-nayi shobha uske ang-pratyanga se jhalakti hui yah prakt karne lagi ki wah apni arunim seemanta rekha ke dwara anurag aur suhag ki charm evam param avadhi hai