pritam ke jeevan yahi, nain-katachhni pat |
tyaun-tyaun piy kau sis sakhi, charanni tar dharyau jat || 50 ||
प्रीतम के जीवन यहै, नैंन-कटाछनि पात।
त्यौं-त्यौं पिय कौ सीस सखि, चरननि तर ढर्यौ जात॥५०॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
he sakhi ! Priya ke naynon ka kataksh-pat hi priyatam ka jeevan hai. Ve jyon-jyon is jeevan ko prapt karte hain, tyun-tyun unka shish Priya-charnon ki or dhalta hi chala jaata hai