ladili lal ke prem kau, jinkai rahe vichar |
suni dhruv tniki charan raj, vandan kari sir dhar || 52 ||
लाड़िली लाल के प्रेम कौ, जिनकै रहै विचार।
सुनि ध्रुव तिनकी चरन रज, वंदन करि सिर धार॥५२॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
granth ka upsanhar karte hue ve punah kahte hain ki jin rasik upasako ke man mein sadaiv keval shri ladili-lal ke prem-chintan ka hi vichar bana rahta hai, un ki charan-dhuli ka vandan karna chahiye evam use sir par dharan karna chahiye