prathamhin Shri guru kripa ten, nitya-vihar surang |
barnon kachu ik jathamti, dampati-keli anang || 1 ||
प्रथमहिं श्रीगुरु कृपा तें, नित्य-विहार सुरंग।
बरनों कछु इक जथामति, दंपति-केलि अनंग॥१॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
prastavna doha nayak-nayika shrringar bhed se vilakshan vrindavneey-ujjwal ras doha shri dhruddas ji kahte hain ki main sarvpratham shri Gurudev ki kripa prapt karke apni buddhi ke anusaar shri shyama-Shyam dampati ki prem-keli (anandamay nitya-vihar) ka yatkinchit varnan karne ka prayas karunga