॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 32.7

anand-dasha vinod

pal-pal aurai aur vidhi, upjat nana rang |
sab angni kau det sukh, yah kautuk binu ang || 7 ||
पल-पल औरै और विधि, उपजत नाना रंग।
सब अंगनि कौ देत सुख, यह कौतुक बिनु अंग॥७॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

Shri dhuvdas ji kahte hain Shri Priya ke swaroop mein nitya nutan ras-lalsa ke udbhav ke saath pragat hone wali unki chavi-maghuri adbhut , madhur , mridu evam sukhamyi hoti hai , jismen prem kiva Madan-vilas evam tajjanya ras bhi leen ho rahta hai ॥ 6. ! Yah chavi madhuri pratiphal anekanek reetiyon se nanavidh anand ka udbhav karti rahti hai. Yah chavi madhuri rupi kautuk angaheen hokar bhi vyapak bhav se vihar ke sabhi angam ko sukh pradan karta rahta hai