॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 32.8

anand-dasha vinod

prem-sindhu umde rahayn, kbahu ghatat ju nanhin |
tehi sukh kau sukh kaha kahun, jo upjat dunhu manhin || 8 ||
प्रेम-सिंधु उमड़े रहैं, कबहूँ घटत जु नाँहिं।
तेहि सुख कौ सुख कहा कहौं, जो उपजत दुँहु माँहिं॥८॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

shri Vrindavan nitya-vihar desh mein prem ke do samudra sadaiv uphne rahte hain , jo kabhi udwelan ujjwal ras mein navodha ka swaroop doha rahit nahi hote. Un donon samudron ke umdan evam milan mein jis abhutpurwa sukh ki srishti hoti hai, drashta ke us sukh ka varnan asambhav hai