prathamhi naudha ki dasa, ruchi lai pragti aai |
nakh-Sikh ambar laj kau, manou liyau udhai || 9 ||
प्रथमहि नौढ़ा की दसा, रुचि लै प्रगटी आइ।
नख-सिख अंबर लाज कौ, मानौं लियौ उढ़ाइ॥९॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
sarvpratham Priya ki ruchi ko jankar unke swaroop mein navodha (mugdha) nayika ki dasha pragat hui. Tadnusar mugdha Priya nakh-shikh paryanta lajja se bhar gayi, mano unhone apadmastak lajja ka vastr odh liya ho