॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 32.20

anand-dasha vinod

bivas lal sukh-rang mein, rahi na deh sambhar |
pragat bhai praudha-dasa, jake prem apaar || 20 ||
बिवस लाल सुख-रंग में, रही न देह सँभार।
प्रगट भई प्रौढ़ा-दसा, जाके प्रेम अपार॥२०॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

navodha-nayika ke swaroop prakty ke pashchat‌ jab naval kishori mein praudha nayika ki apaar premamyi dasha pradurbhut hui, to shri lal ji ka man sukh ke vilas mein doob gaya. Unhen apni deh ka anusandhan nahi raha