shram jalkan mukh gaur par, anjan last sudes |
kaha kahun chabi sahaj ki, khuli rahe sagbag kes || 24 ||
श्रम जलकन मुख गौर पर, अंजन लसत सुदेस।
कहा कहौं छबि सहज की, खुलि रहे सगबग केस॥२४॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
us samay sukumari Priya ke gaur mukh par shram-janit praswed-kan evam yatra-tatr anjan ki sundar rekhaen ankit ho gayin. Unke mukh-mandal ke chaturdik sneh sinchit viglit kesh-rashi ki sahaj chavi chhaa gayi jo kahne mein nahi aati