bhine dou asakti ras, tan-man rahe arujhai |
ek pyar hi duhunni par, rahyou sahaj hi chhai || 43 ||
भीने दोउ आसक्ति रस, तन-मन रहे अरुझाइ।
एक प्यार ही दुहुँनि पर, रह्यौ सहज ही छाइ॥४३॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
kavitta aise prem ke shuddh swaroop yugal asakti ke ras mein sarabor hue paraspat mein tan-man se uljhe hue hain. Donon par keval prem-pyar hi sahaj rup se chhaya rahta hai. Prem ke atirikt yahan aur kuch hai hi nahi