aur na kachhu suhai man, yah janchat nisi-bhor |
ya sukh-dhan sao lage rahau, “dhruv' loini din mor || 55 ||
और न कछू सुहाइ मन, यह जाँचत निसि-भोर।
या सुख-धन सौं लगे रहौ, “ध्रुव' लोइनि दिन मोर॥५५॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
granth ka upsanhar karte hue shri dhruvdas ji kahte hain ki mere man. Ke liye rasik yugal ke ras-vilas ke atirikt anya kuch bhi ruchikar nahi hai. Meri aharnish ek hi yachna hai ki mere netr isi sukh rupi dhan ke lobh se sada sanlagna rahe aven