bank chitavni ras bhari, bedhe pritam pran |
jadyapi sur praveen hain, bhule sabai sayan || 12 ||
बंक चितवनी रस भरी, बेधे प्रीतम प्रान।
जद्यपि सूर प्रवीन हैं, भूले सबै सयान॥१२॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
[ladili ki rasabhri banka chitvan priyatam ke prannon ka bedh rahi hai. Yadyapi priyatam shyamsundar prem rupi ranangan ke nipun yodha hain, tathapi Priya ke nayan-banon ke aghat se unka samasth yuddh-chaturya vismrit ho gaya hai