basan sahane ati surang, chuni pahiraye bani |
mihandi param surang sao, rache charan mridu-pani || 22 ||
बसन सहाने अति सुरंग, चुनि पहिराये बानि।
मिहँदी परम सुरंग सौं, रचे चरन मृदु-पानि॥२२॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
yugal ke lad-pyar mein anurakta rahne wali sakhiyon ne chun-chun kar evam saja-saja kar ladili Priya ko nav-badhu ke arunim wastron mein susajit karke unke mridul kar-talon evam charan-talon ko menhdi ke surajhga rang se arakta kar diya hai