ati udaar sukunvar dou, rasik sur ras manhin |
chhin-chhin badhat chaump nai, nainku murat man nanhin || 26 ||
अति उदार सुकुँवार दोउ, रसिक सूर रस माँहिं।
छिन-छिन बाढ़त चौंप नई, नैंकु मुरत मन नाँहिं॥२६॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
ras rupi ranangan mein yugal rasik sur atishay udaar evam sukumar hain, tathapi pratikshan nav-nav ullas ki vridhi ke karan unka man surat-samar se kinchit bhi piche nahi hatta