nain-katakshani ki chalni, chitai rahe musikai |
tabhin kuvanri dai adhar-ras, leene ur sao lai || 41 ||
नैंन-कटाक्षनि की चलनि, चितै रहे मुसिकाइ।
तबहिं कुवँरि दै अधर-रस, लीने उर सौं लाइ॥४१॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
yadi kisi samay rup rashi naval kishori Priya ke nayan katakshon ka sanchalan dekhkar priyatam muskura uthe, tabhi Priya ne unhen adhar-ras ka dan dekar hriday se laga liya. Aisa yahan ka sahaj prem-dharm hai