angni ki chabi chitaivau, yah jeevan piy jeey |
aur bhujni bhari het sao, rahat lai jab hiya || 43 ||
अंगनि की छबि चितैवौ, यह जीवन पिय जीय।
और भुजनि भरि हेत सौं, रहत लाइ जब हीय॥४३॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
priyatam ke prannon ka jeevan Priya ke madhumay shri angon ki chavi ka avlokan evam Priya dwara atishay preetipurwak apni lalit-bhujao mein bhar kar unhen hriday se laga lena hai