Vrindavan var kalptar, sarvopri 'dhruv ahi |
manhun kai jo chintwat, det tabhin phal tahi || 58 ||
वृंदावन वर कल्पतरु, सर्वोपरि 'ध्रुव आहि।
मनहूँ कै जो चिंतवत, देत तबहिं फल ताहि॥५८॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
santa shri dhruvdasji kahte hain ki shri Vrindavan dham sarvopri shreshthatam kalpatru hai, jo man se bhi chintan-smaran karne wale ko tatkaal vanchhit phal pradan karta hai