॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 33.59

rahasya-lata

doha rahsi latani ke, asht upri panchas |
sunat sunavat badhat ur, 'hit dhruv' prem-vilas || 59 ||
दोहा रहसि लतानि के, अष्ट उपरि पंचास।
सुनत सुनावत बढ़त उर, 'हित ध्रुव' प्रेम-विलास॥५९॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

astu, ve ab granth ka upsanhar karte hue punah kahte hain ki 'rahasya-lata' namak granth ke atthavan dohe hain, jinhe sunne aur sunane se nischit hi shrota-vakta ke hriday mein yugal-prem-vilas ke prati hit ki sthaapna hoti hai