nain shramit mudrit manau, pritam rahe chabi johi |
manou kanchan mal mein, chabi ke ali rahe sohi || 25 ||
नैंन श्रमित मुद्रित मनौं, प्रीतम रहे छबि जोहि।
मानौं कंचन माल में, छबि के अलि रहे सोहि॥२५॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
ras se alsayi hui Priya ke thkit evam munde hue netron ki chavi aisi lagti hai, mano swarn ke kamal mein shobha rupi bhramar vishram karte shobhit hon