Vrindavan taru-taru tarai, dharai nain sukh nir |
chintat phirai aves bas, syamal gaur sareer || 96 ||
वृंदावन तरु-तरु तरै, ढरै नैन सुख नीर।
चिंतत फिरै आवेस बस, स्यामल गौर सरीर॥९६॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
gaur-Shyam ka chintan karte hue , bhavavesh vivash , Vrindavan-vitap-lataon ke niche netron se anandashru dhalte rahe-kya kabhi mera aisa saubhagya hoga ?