doha tees unnees kahe, "anand lata anang" |
sunat hiye 'dhruv' prem kau, phulai kamal-surang || 49 ||
दोहा तीस उन्नीस कहे, "आनँद लता अनंग"।
सुनत हिये 'ध्रुव' प्रेम कौ, फूलै कमल-सुरंग॥४९॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
granthakar punah kahte hain ki maine unchas dohon mein 'ananga-anand lata' namak granth ka pranyan kiya hai, jiska shravan karne se shrota ke hriday mein prem ka suranga kamal nishchit hi viksit hoga