॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 35.2

anurag-lata

jag ten bhayau phirai vairagi | Vrindavan-ras mein anuragi || 2 ||
जग तें भयौ फिरै वैरागी। वृंदावन-रस में अनुरागी॥२॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

jab upasak ke man mein shri Vrindavan-ras [arthat‌ Priya-priyatam ke nitya-vihar] ke prati anurag ka uday ho jaata hai, tabhi use sansaar se vastvik vairagya hota hai