॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 35.6

anurag-lata

tahi ke ras ghumat dolai | bhare nain jal mukh nahin bolai || 6 ||
ताही के रस घूमत डोलै। भरे नैंन जल मुख नहिं बोलै॥६॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

dhash doha prem prapti ka sadhan chaupai aur tab wah premi apne premaspad ke prem-ras-pan se madonmatta sa hua shri Vrindavan ki veethiyon mein, shri yamuna ke tat par yatra-tatr ghumta phirta hai. Prem ke prabhav se uske netr sadaiv ashrupurit rahte hain aur uski vani gadgad evam avrudh rahi aati hai