param sachchidanandghan, Vrindavippin sudes |
jamen kbahu hot nahin, maya kal praves || 97 ||
परम सच्चिदानंदघन, वृंदाविपिन सुदेस।
जामें कबहूँ होत नहिं, माया काल प्रवेस॥९७॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
yah ati sundar Vrindavan param sachchidanandaghan swaroop hai, jismen kabhi maya aur kal ka pravesh nahi hai