॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 35.18

anurag-lata

aisi vidhi kab phiri hai van mein | tan ati chhin prem rang man mein || 18 ||
ऐसी विधि कब फिरि है वन में। तन अति छीन प्रेम रँग मन में॥१८॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

shri dharuvdas ji kahte hain ki mere jeevan mein kabhi aisa bhi din avega jab main kuch aise prakaar se prem-dham shri Vrindavan mein yatra-tatr vichran karta hounga ki mere man mein yugal-prem ka rang chhaya hoga, mera pancha-bhautik deh prem-janny virah-bhav se krish kiva ksheen hoga