tin man kachu skamta ai | taten bich antar paryau mai || 24 ||
तिन मन कछु सकामता आई। तातें बिच अंतर पर्यौ माई॥२४॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
[ un braj-balaon ke man mein shardeey raas-krida ke samay param kanta shri Krishna ka adhrasav pan karne ki kamna ka uday hua arthat ] jab unke man mein skamta rupi nem aaya to tatkaal hi unhen shri Krishna ke antardhan hone ka virah-janny dukh bhogna para