trin sam tahan Rakhi ju bardai | tehi ras aap gehi sevkai || 47 ||
तृन सम तहाँ राखी जु बड़ाई। तेहि रस आप गही सेवकाई॥४७॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
jinhone prem ke samukh apne man, mahattwa evam badappan ko trinwat tyag diya hai evam us prem-ras ke vashbhut hokar apne premaspad ki sarwatobhaven samarpan-purn seva sweekar kar li hai