॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 35.52

anurag-lata

puni lai mukar thade kar jorain | chitavat naval-Priya drig-korain || 52 ||
पुनि लै मुकर ठाड़े कर जोरैं। चितवत नवल-प्रिया दृग-कोरैं॥५२॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

tatpashchat‌ dainya-bhav se hathon mein darpan liye hue Priya ke samukh khade hokar apni naval Priya ki kripa-drishti kiva prasannata prapt karne ke liye unki or niharne lagte hain