॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 35.54

anurag-lata

jo kachu priti lal ki gai | taten adhik kuwari ki mai || 54 ||
जो कछु प्रीति लाल की गाई। तातें अधिक कुँवरि की माई॥५४॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

shri dhruvdas ji kahte hain ki prem ke vashbhut priyatam ki shri Priya ke prati jis priti evam seva ka upar ki pankiyon mein varnan kiya gaya hai, apne aap mein anupam evam vilakshan hai kintu kuwari kishori krishnaradhya shri Radha ki apne priyatam lal ke prati jo bhi antah priti hai, wah lal se kai guna adhik evam gambheer hai