anurage jinke bhajan, yugal kishor-vihar |
tin rasikni ki charan raj, lai-lai 'dhruv' sir dhar || 70 ||
अनुरागे जिनके भजन, युगल किसोर-विहार।
तिन रसिकनि की चरन रज, लै-लै 'ध्रुव' सिर धार॥७०॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
shri dhruvdas ji kahte hain ki jo rasik jan yugal-kishor ke prem ras-vihar ke bhajan-chintan mein anurakta hain, un upsanhar doha rasikbhakton ki charan-dhuli ko prapt karke purn shraddha-bhakti purvak barambar shirodharya karna chahiye