anurage jinke bhajan, duji baat na aur |
tin rasikni ki charan-raj, “dhruv' ke sir kau maur || 72 ||
अनुरागे जिनके भजन, दूजी बात न और।
तिन रसिकनि की चरन-रज, “ध्रुव' के सिर कौ मौर॥७२॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
jo bhakt shri landili-lal ke anuragmay bhajan mein rege hue hain, unhen bhajan ke atirikt anya koi varta ruchti hi nahi. Shri dhuvdas ji kahte hain ki aise rasikon ki charan-dhuli mere sir ka mukut hai