maha madhur ras sab tain nyarau | jihin thaan duhunni apunpau harau || 44 ||
महा मधुर रस सब तैं न्यारौ। जिहिं ठाँ दुहुँनि अपुनपौ हारौ॥४४॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
prem ke jis bindu par sthit hokar yugal rasik ladili-lal ne apna sva (aham) ek dusre ko samarpit karke faval prem-trishamay rup dharan kar rakha hai, wah mahamdhur ras hi, ras ka sarvopri kendra-bindu hai, jo samasth prem-sthitiyon se bhinn hai