ya man ke ablamb hit, keenhau ahi upai |
Vrindavan ras kahan mein, mati kbahu urjhai || 114 ||
या मन के अबलंब हित, कीन्हौ आहि उपाइ।
वृंदावन रस कहन में, मति कबहूँ उरझाइ॥११४॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
shri vanraj Vrindavan shobha-nidhi hai, main apni buddhi ke anusaar kuch kah to raha hoon, parantu kahte hue sankachit bhi ho raha hoon ; kyonki agamya apaar sagar laghu seep mein kaise sama sakta hai ?. 113 ॥ main ne to apne man ke ablamba ke liye Vrindavan-yashogan ka yah upay kiya hai, isliye ki Vrindavan ke ras ke varnan-kathan mein meri buddhi kisi bhanti ulajhkar tanmay ho