bich-bich mand-mand sur gavai | sunat hiye ke shravan siravai || 80 ||
बिच-बिच मंद-मंद सुर गावै। सुनत हिये के श्रवन सिरावै॥८०॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
beech-beech mein mand-mand gaan karti hain, jise sunkar yugal ke antarman ke shravan shital ho jaate hain