॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 37.88

rasanand

harat lal lagavat joi | tyaun-tyaun chaump chauguni hoi || 88 ||
हारत लाल लगावत जोई। त्यौं-त्यौं चौंप चौगुनी होई॥८८॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

tab tanmay hokar donon hi apne-apne ang-bhushan davon mein lagane lage aur beech-beech mein swapaksha-vijay ke liye jhagadte-jhakjhorte bade suhavne pratit hue ॥. 87 ॥ maje ki baat yah rahi ki shri lal ji dyutakreeda ke dav mein jo bhi bhushan lagate hain, wahi har jaate hain. Unki har se shri Priya-paksh ko chauguni chaump badhti jati hai