subhag mand-gati kamal phiravain | bich-bich saras Charu kal gavain || 97 ||
सुभग मंद-गति कमल फिरावैं। बिच-बिच सरस चारु कल गावैं॥९७॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
vichran karte samay ` yugal kunwar apne kar kamlo mein liye hue leela-kamlo ko bade hi manoram prakaar se ghumate hain aur beech-beech mein madhur, saras aur kal-gaan bhi karte hain