arun asit-sit ambuj sohain | chalat maral mand-gati mohain || 105 ||
अरुन असित-सित अंबुज सोहैं। चलत मराल मंद-गति मोहैं॥१०५॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
sarovar mein shwet, neel evam lal rang ke anek kamal viksit ho rahe hain, jinme mad-manthar gatisheel maral (hans) krida kar rahe hain, jo yugal ke man ko mohit kar rahe hain