kathin peer piy virah ki, lage prem ke ban |
ab tau chahat hai chalyau, rahi na sakat ihi pran || 5 ||
कठिन पीर पिय विरह की, लगे प्रेम के बान।
अब तौ चाहत है चल्यौ, रहि न सकत इहि प्रान॥५॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
priyatam ke viyog ki pida asahya hoti hai , prem-vanon se bindh jane ke pashchat premi ke sharir mein prannon ka rahna kathin ho jaata hai, uske pran nikalne ko atur rahte hain