sahaj Indu dampati vadan, sakhiyni-nain chakor |
nirakhi rup ik-tak rahe, bandhe prem dridh dor || 119 ||
सहज इंदु दंपति वदन, सखियनि-नैंन चकोर।
निरखि रूप इक-टक रहे, बँधे प्रेम दृढ़ डोर॥११९॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
dampati ke Shrimukh sahaj Chandra hain aur sakhiyon ke netr chakor hain, jo ektak rup ka avlokan prem ki dor se bendhe hue karte rahte hain