yah ras nitya-vihar binu, sunyau na dekhyau nain |
ek priti vay rup dou, bilsat ik ras main || 7 ||
यह रस नित्य-विहार बिनु, सुन्यौ न देख्यौ नैन।
एक प्रीति वय रूप दोउ, बिलसत इक रस मैन॥७॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
aisa yah prem ras “nitya-vihar” ke bina na kahin dekha gaya hai na suna hi gaya. Is nitya-vihar mein premi-premaspad ki priti, rup aur vayas sada saman hain aur ve yugal nirantar sanyog-viyog rahit prem-vilas mein nimgn hain